ARIJIT SINGH- Main Dhoondne Ko Zamaane Mein Lyrics

 Aa ha aa ha aa ha aa

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla

Pata chala ke ghalat leke main pata nikla

Aa aa ha aa ha aa ha aa

Jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi

Dastake khushiyon ne di thi

Mit gayi thi har kami

Kyun bewajah di yeh saza

Kyun khwaab de ke woh le gaya

Jiye jo hum lage sitam

Azaab aise woh de gaya

Main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla

Main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla

Pata chala ke ghalat leke main pata nikla

Pata chala ke galat leke main pata nikla

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa

Aa ha aa aa ha aa ha aa

Dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa

Hai subah naraz us bin ruthi shaame din khafa

Woh aaye na

Le jaye na

Haan uski yaade jo yaha

Na raasta

Na kuchh pata

Main usko dhundhunga ab kaha

Main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla

Main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla

Pata chala ke ghalat leke main pata nikla

Pata chala ke ghalat leke main pata nikla

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla

Main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa

Aa o aa woah hey aye ayee ye

Artist: Arijit Singh 
Album: Heartless 
Releasd:Feb 29, 2020 

Comments

Popular Posts